Fazilat e Ramdan
Ramadan is the 9th month of islamic calendar.Ramzan is one od the religious festicvals of the islamic community which is which is sidely celebrated all over the word.Ramdan includes fasting '
it is one of the five fundamentals of islam. It mean abstinence (perhez).Holy ramadan is the month of fasting,intensive prayer sacrifice and Divine worship. During this month, Muslims try to read the Quran,the holy scripture of islam, as much as possible. The last 10days of ramadan muslims indulge in innense prayers with the belief that they will get closer to god.According to Quran.the 21th 22th 23th 24th 25th 26th 27 th 28th 29th night are known as lailat ul qadar or the night of power.The Muslim spend almost this entire night in prayers in these nights.you can read in this page ramzan ki fazilat ramzan in urdu
Shaban ki akhri tareekh ko nabi (S.A) ne ramzan ki khush khabri dete huye farmaya logo
Tum par aik buht azmat o barkat wala mahina sayah fugan hone wala hai. Yeh woh mahinah hai jis main aik raat hazar mahinon se behatar hai . khuda ne is mahine key roze rarz qarar diye hai aur qayam lail(masnoon taraweeh ) ko nafal qarar diya hia . jo shakhs is mahine main dil ki khsuhi se bator khood koi aik neik kaam kare ga woh doosre mahinon key farz key brabar jar paye ga aur jo shakhs is mahine main aik farz ada kare ga khus is ko doosre mahinon ke sattar farzon ke barabar sawab bakhshe ga.
Hadees main hia keh shab qadar ramzan ke askhri ashre k taaz raton mian se koi raat hoti hai is raat ko yeh dua paryhee.
Allah hummah inneka afuwun fa fo anni.
Tarjumah: khudaya to buht hia ziyada muaf karne wala hai q k muaf karna tujhe pasand hai pas tu mujhy muaf farma de.
Hazrat anas Farmate hia aik saal ramzan aaya to nabi kareem S.A ne farmaya tum logon par aik mahinah aya hai jis main aik raat hai jo hazar mahinon se afzal hai . jo shashs is raat se mehroom reh giya woh sare ke sare khair se mehroom rah giya aur is raat ki khair o barkat se mehroom wahi rehta hai jo waqai mehroom hai.
Hazrat aisha ka biyan hai keh ramzan ka akhri ashrah ata to nabi kareem S.A raton ko ziyada se ziyada jaag kar ibadat farmate aur ghar walon ko bhi jagane ka ahtmaam karate aur pure josh aur inhemak key sath khuda ki bandagi main lag jate.
Aik aur hadees mian hai keh khuda ramazan mian arsh uthane wale farishton ko hukum deta hai keh apni ibadat chor do aur darwazah rakhne walon ki duaon par ameen kaho.
Ap S.A ne yeh bhi irshad farmaya dephar ko thori der aram kar ke qayam lail main sahoolat hasil karo aur sehri kha kar din main roze ke liye quwat hasil karo. (Ibne majah)
Quran shareef main Allah tala ka hkum hai aye iman walo Tum poar roze farz kiye gaye hia jese jim se pehle logon par farz kiye gaye thy takeh tum main khof khuda paida ho.
( Surat ul bakrah ayat no.183)
Yeh ginti keh din hai. Phir tum mian koi bimar ho ya safar par ho to woh doosre dinon mian ginti puri kar le. Aur jinhein is ki taqat ho in par aik miskeen ka khana bator fidyaah dena lazim hai.Phir sjin ne shaoq se bhalayi ka kam kiya woh is key liye bhala hai aur agar tum roza rakho to tumhare liye bhala hai agar tumhein ilm ho. (Surat ul Bakrah ayat no.184)
Tumhare liye roze ki raat apni auraton ke pas jana halal kia jata hai . woh tumhara lebas hai aur tum in ka lebas ho. Allah janta hai keh tum apne sath kheyanat karte rahe. sawa in ne tumhari taraf towajjah ki hai aur tumhein muaf kar diya hai .Ab in se mubashrat karo aur jo kuch Allah ne tumhare liye maqarar kar diya hia. is ke khuahish mand raho, aur khao pio hattah keh tum par subah ki sufaid dhari kali dhari se wazah ho jay . Phir roze ko raat tak pura karo. Magar in se mubashrat na karo jab tum masjidon main etekaaf main ho. yeh Allah ki hadein hain.l in key nazdeek na jao. Is tarah Allah logon par pane ahkam wazah karta hai keh woh taqwah ikhtiyarkarein. (Surah ul bakrah ayat nu. 187)
Ramzan ki fazilat ramzan in urdu
Yeh azmat o barkat wala mahina khuda ki khasoosi enayat our rehmaton ka mahina hai .Shaban ki akhri tareekh ko nabi (S.A) ne ramzan ki khush khabri dete huye farmaya logo

Ramzan ke ashro ki dua |
Comments