Ramdhan mein umra karna Hajj ke barabar hota hai


Hadith: Ramdhan mein umra karna Hajj ke barabar hota hai

Ibn Abbas Radi-Allahu-Anh uma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaih i-Wasallam ne ek Ansari khatun se farmaya Ramadhan ka jab mahina aaye to usmein umarah karo kyunki ismein umrah karna Hajj ke barabar hota hai
Sunan Nasaii, Vol2, 21 - Sahih

Comments