Aj ek yeh baat arz karni hai bohat say log namaz parhte hoye bhi apni namazain zaya karahe hain wo kese ? Ruku karte hain par pura nahi karte 40° degree karte hain ya 50° pura 90° degree nahi karte phir ruku kay baad sidhey khare nahi hoye 180° degree mein nahi hoye or sajde mein chale gaye or phir dono sajdo kay darmiyan
itna nahi roke kay kamar sidhi hojae to asi namaz kay bare mein (BUKHARI SHAREEF) mein Sarware Do ALAm SALLAHU ALHE WASALAMfarmate hain tumhari namaz nahi hui dubara parho..
ab thora sa time bachanay sa kia mila 1 2 min jaldi namaz khatam karne se kia mila time to bach gaya lekin namaz hi nahi hui to humein is ka khayal karna chayye
ALLAH humein sahi namaz parhnay ki TAUFEEQ NAseeb farmay..Ameen.

Comments