Namaz Kay Baad 3 dafa Istaghfar​

Asalam O Alikum

Ajj ka jo topic hai wo hai namaz kay baad 3 dafa istaghfar karna humare yahan koi mehman ata hai to hum us ko khana khilate hain yeh bhi us mehman kay haq hain lekin humein us ka mizaj nahi pata hota kay kesa hai mizaj us kay mizaj ka khana hai ya nahi to jate waqt hum
us se mazhrat chahte hain kay pata nahi ap kay mizaj jesa khana tha ya nahi hum mazhrat chahte hain to hum ALLAH ka mizaj kese jaan sakte hain 
" Humare Nabi S.A.W Har Namaz Kay Baad 3 dafa istaghfar Karte They "
to namaz to naiki hai lekin namaz kay baad 3 dafa istaghfar karo kay ALLAH humari namaz ap kay laik nahi thi or yeh 3 dafa istaghfar karna sunnat hai

Comments