How to Witr Prayer
Way of prayer witr is that after pray two rakat then sit down. Read at tahyat until abduhu wa rosulohu then stand up and Praise in the third rak'ah and exterior finishes and left hands to their ears saying Allah Akbar. The rule should recite the prayer Qonoot hands bound. Stay in prayer and then the rest should be.
Nama Witr Parhne ka Tareeqa:
Nama witr parhne ka tareeqa yeh hai keh do rekatein parh kar baith jaye aur abduhu wa rasuluhu tak at-tahyat parh kar khara ho jaye phir teesre rikat mein Al-hamd aur sura se farigh hokar Allahu Akbar kehta hua kanon tak hath uthaye aur phir qaidah ke mutabiq hath bandh kar duaye qunut parhe. Is ke baad ruku mein jaye aur baaqi namaz puri kare.
Dua-e-Qonoot:
"Allahumma Inna Nasta'inuka Wa Nastaghfiruka Wa Nu'Minu Beka Wana Tawwakkalu Alaika Wanusni Alaikal Khair Wa Nashkuruka Walaa Nakfuruka Wa Nakhla'u Wanatruku Mayyaf Juruka. Allahumma iyyakana'budu Walaka Nusalli Wanasjudu Wa ilaka Nas'aa Wanahfidu Wanarju Rahamataka Wa Nakhsha Azaabaka inna Azaabaka BilKuffari Mulhiq".
kisi shaksh ko duya-e-qunut yaad na ho to wo kia kare?
thori thori kar key duya-e-qunut yaad karne ki koshish kare aur jab tak duya-e-qunut yaad na ho iss waqt tak Quran-o-hadees mein ayi huyi koi aur dua parh lia karain.
koi shaksh witron mein duya-e-qurut parhna bhul gia. Ruku mein ja kar yaad aaya to aisi halat mein isey kia karna chahiye?
vo apni namaz mukammal kar le aur aakhir mein sajda sahu kare.
Comments