ALLAH hi ki yad se dilo ko atminan hota hai


Dear Friends humein ALLAH se dua karni chayye kay ALLAH apnay yeh dil diya hai app ki yaad mein dil na lagay ap is dil par reham kardein buzrugu nay
farmaya hai lagay ya na lagay tum lagao humara kam hai lagana lagaana farz hai lagna farz nahi hai pehle se yeh soch lia kuch nahi milega yeh kia baat hui?
hum lagaegein INSHALLAH kuch din baad ALLAH ko reham ajaega kesa mehnat karaha hai ek din aisa aega MASHALLAH maaza ajaega kuch din kar kay to dekho
laga kar to dekho duniya ko chor kar yehi kaho ALLAH say mere mun se apka naam lena hi bohat bari nemat hai mere mun se sirf ALLAHnikal jaega
mujhe sara jahan mil gaya sari saltanat ka malik bangaya itna barkat wala nam hai yeh to aj se soch lein dil lagana hai to ALLAH se lagana hai

Comments